corona ke khilaaf ladega bharat ke log ka khoon

saari dunia aaj ek hi khatre se dari hai aur usse bhugat bhi rahi hai . wahi jo saari dunia ko khauf me rkhkar khud ka raaj bhada raha hai .ha yahaa baat corona virus ki hi ho rahi hai par yahaan par hum usse ho rahe nuksaanon ke baare me baat nahi kar rahe hai.

2019 Novel Coronavirus (2019-nCoV) Update: Uncoating the Virus
aaj hum aapko bharat ke logo ki ek aisi khaas power ke baare me bataane waale hai jise sun kar aap bhi khush ho jayenge aur corona virus ke prati aap thoda sa bahter mahasus karenge.

bharat urf india aakhir kuch to hai yahaan ki mitti me yahaa ke logo ke sharir me jisse hum log dunia se kuch hat kar hote hai asal me hamaare bharatiya logo ke khoon me kuch to aisa khaas hai jisse hum corona virus jaise "RNA virus" se bhi andar se lad sakte hai hamare khoon ko khaas banata haihamaare blood me maujud ek vishesh prakar ka micro RNA paaya jaata hai jo ki sirf hamaare bharat ke logo me hi paaya jaata hai .
miRNA-mir-let-27b US

aapki jankari ke liye bataa de ki RNA(ribo nuclic acid)har insaan me paaya jaata hai jo hamaare sharir me vishesh karya karte hai is rna ka naam hai "HSAMIR-27B" RNA jo aur kisi dusre desh ki janta me nahi paaya jaata .

KISNE KI YE RESEARCH ?

ICGEB ICGEB COVID-19/SARS-CoV-2 Resource Page
 haal hi me hui khojo se yahsab pataa chalta hai."ICGEB (INTERNATIONAL CENTRE OF GENETIC AND BIOTECHNOLOGY,DELHI" ne YAH KHOJ KI HAI jisme bharat ke vaigyanik Dr.DINESH GUPTA ki eadership me 4 experts ne paanch desho ke corona patients par study ki hai ye report ab reseaech general me bhi chap chuki hai jo bhartiyo ke liye kisi nayi ummid se kam nahi hai.

SCIENTISTS KO RESEARCH ME KYA MILA??

DM Shital Verma Transfered Sitapur - मेनका की चहेती ...
Dr. shital verma
MICRO BIOLOGIST Dr. SHITAL VERMA ne bataya ki bharat ki team me BHARAT,ITALY,AMARICA,NEPAL,CHINA ke logo par ye research kiya hai sabki gene sequencing ki gayi integrated gene sequence ki chaan bin me yaha pataa chala hai ki bharat me micro RNA yaane ki "HSAMIR-27B" MILA.Lekin mazee ki baat to ye hai ki "ye micro RNA bharat ke alava kisi aur desh me nahi milta isme scientists ko Preliminary SARS-CoV-2 protease inhibitor shows efficacy in mice"SARS-COV-2 VIRUS MUTATION" bhi mila isme virus ke protein par ek vishesh protein bhi mili ye vishesh RNA corona ko mutant kar deta hai jisse virus ki kshamta dusre desho ki apeksha bharat me kam ho jaaye shoodh me systematic gene mutation analysis aur bio reformating tools ka bhi use kiya gayaa hai iske natije dekh kar saare scientists ki jo bolti band ho gaayi hai jo yaha "HSAMIR-27B" naam ke micro RNA ne jo dusre desh ke logo me nahi paaya jata hamare andar ek aasha ki nayi ummid jagaa di hai

Ab yaha experiment baade paimane par ho raha haiaur dunia ke tamaam dataa ki study karresearch ho raha hai
aur iske claculations WHO ke saath bhi share kiye jaa rahe hai.

KYA HOTE HAI RNA ?

kisi bhi living organism me DNA aur RNA hote hai.
RNA bhi hamare sharir me utne hi kaam ke hai jitne ki DNA.
RNA DNA KI nakal kar ke idhar udhar flow hote hai.
iske alawa ye tissue me aur materials bhejne ka kaam karta hai.
ye bahut saare proteins ko jodne ka kaam bhi karte hai.
RNA thousand aur lakh saal tak bhi usi sthiti me rahata hai isiliye iska upayog hamare purvajo ko jaanane ke liye bhi kiya jaata hai.

Dr.ASHOK PANGHADIYA KA BADAA BAYAAN

 panghadiya jo desh ke bahut bade doctor ne corona ke baare me bahut badi baat kahi hai
We Pushed Back Society By Hatred - Panagariya - घृणा से ...
unhone kaha hai ki Bharat ke logo ki khaas kshamta bharat ke logo ko corona virus ke khilaf ladne me sahayak hai aur is kshamta ke kaaran hamaare desh me doosre desho ke apeksha kam teji se fail raha hai

IS VISHESH KSHMATA KE PRAMAAN??

JAB WUHAAN SE PAHALI BAAR CORONA VIRUS FAILNE PAR JAB BAHUT SE BHARTIYO KO WUHAAN SE INDIA LAAYA GAYAA
TAB WAHA VIRUS FAILNE PAR BHI UNME SE EK BHARTIYA CORONA SE SANKRAMIT NAHI HUA

DUSRA JAB ITLY KE 18 LOG RAJASTHAAN GHUMNE KE LIYE AAE TO WO LOG KARIB 150 LOGO SE MILE MAGAR FIR BHI UN LOGO ME SE EK BHI CORONA POSITIVE NAHI PAAYA GAYA

AUR BHI AAISE PRAMAAN SAAMNE AAYE HAI JISSE IS KA PATAA CHALTA HAI

AGAR AAPKO YE FACT PASAND AAYE HAI TO COMMENT KAR KE BATAAYE!

aur ise share karna mat bhuliyaga taaki dusre bhartiya logo ko bhi iske baare me pataa chal sake!
                                                 
                                                  DHANYAWAAD

Post a Comment

0 Comments